Masih ko sansar mein Guru man kar Angikaar karo.................
Doston, Pita Parmeshwar ki Masih ke mahan naam mein jitni bhi mahima ki jaaye kam hi hai...
kyonki hame yeh baat dhyan rakhni chahiye ki is sansar mein kashton se chhutkara dilane wala
keval ek hi datar hai aur wo hai masih yeshu.
hame yeh manana chahiye ki Iswar kewal ek hi hai jise ham Nirankar mante hain............
Joh har dharma mein ek hi hai..
jo kewal ek hi hai................
Hame un sabhi pardo ko todna hoga jo hame us parmeshwar ko ek manne se inkar karte hai
Galat hai woh log jo yeh samajhte hai ki christtian ka Iswar alag hai aur Hinduon ka Iswar alag......
satya yeh hai ki Iswar ek bahut hi vishal roop hai jiske hone ko siddha karne ke liye kisi bhi
mandir, masjid , gurudware, church ki jaroorat nahi hai...................................
Mayne yeh rakhta hai ki ham jis cheez ko mandiron mein dhoodhte hain woh hamare apne hi andar hoti hai.
Kisi chitra, cross, mazar, murti etc. mein Iswar ko dhoodna apne Iswar ko kam karke ankna hai..
Hum Yeshu ko Guru mankar uska angeekar kar sakte hain.
aur uske saath apne rishte ki shuruwat in lines se kar sakte hain " he Pita aap dharmi hain. Hum sab aapki santan hain, ham yeh vishwas karte hain ki Yeshu Masih aapka pyara putra hai , jise aapne hamare papon ki chhma ke liye balidan kiya, aur jise apne teesre din jila liya aur woh aapke dahine baitha. aaj se ham Yeshu masih ko apna Guru mante hue apna tan man dhan apke hawale karte hain, aur ab yeh sharir masih ka hai aur isme kisi bhi rog, ya nakaratmak shakti ko rahne ka koi adhikar nahi hai. amen.
Pita ka dhanyawad hai masih ke mahan naam mein......
dhanyawaad